कुरकुरे चना पटाका नमकीन कैसे बनाएं? deshi chana namakeen 5 minutes me tayar chana namakeen recipe

कुरकुरे चना पटाका नमकीन कैसे बनाएं? deshi chana namakeen 5 minutes me tayar chana namakeen recipe

chana pataka namakeen recipe Easiest way and less ingredients to make Namkeen chana pataka namakeen banane ke liye sabse pahle 1 kg kale deshi chane le or over night pani me bhigokar rakhe chane ache se bhigakar tayar hone ke baad pani se nikal kar do baar saf pani se dhokar ek kapade pe sukha de 15 minutes tak kadai me tel garam kare or chane talne ke liye tel me dale or khurpi se chano ke chalte rahe or kadai se thoda door khade rahe kyoki jab chano ko tel me dalte hai to chane futane lagte hai is vajah se oil uchalane lagta hai chane jaise hi oil me terane lage to samjh le chane fry ho gaye chano ko tel se nikal kar ek baratan me le or masala add kare masala kala namak,red chilli powder,amchur,namak,chivda masala, ye masale add karke chano ko ache se mix kar le is tarah se humari chana pataka namakeen banakar tayar #chanapatakanamakeen #चनापटकानमकीन #चना #मसालाचना #चाटनमकीन #riderpatel_recipe #riderpatel #riderpatelnamakeen #riderpatelmasala #riderpatelofficial