MPT_lofi - CHANNA MEREYA ( slowed+reverb ) | Arijit Singh #channamereya

MPT_lofi - CHANNA MEREYA ( slowed+reverb ) | Arijit Singh #channamereya

MPT_lofi - CHANNA MEREYA ( slowed+reverb ) | Arijit Singh #channamereya Description : SONG :- Channa Mereya SINGER :- Arijit Singh 🎶MUSIC :- MPT_lofi Lyrics ; Tu jo rootha toh kaun hansega? Tu jo chhoota toh kaun rahega? Tu chup hai toh ye dar lagta hai Apna mujhko ab kaun kahega? Tu hi wajah, tere bina Bewajah, bekaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Aaja, ladein phir khilaunon ke liye Tu jeete, main haar jaaun Aaja, karein phir wahi sharaaratein Tu bhaage, main maar khaaun Meethi si woh gaali teri Sunne ko taiyaar hoon main Tera yaar hoon main Mm, tera yaar hoon main Tera yaar hoon... Sajna de rang rangaaiyaan ve Shagna diyaan shehnaaiyaan ve Dhol wajange, yaar nachange Lakh-lakh deo badhaaiyaan ve Khushiyaan'ch nachda main phiraan Hanjuaan toh bachda main phiraan Oh, jaate nahin kahin rishte puraane Kisi naye ke aa jaane se Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de Kyun pareshaan hai mere jaane se? Toota hai toh juda hai kyun? Meri taraf tu muda hai kyun? Haq nahin tu ye kahe ki Yaar ab hum na rahe Ek teri yaari ka hi Saaton janam haqdaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main Tera yaar hoon main