Ek lakadhara jungle mein lakriyan kaatta tha. Wo ghareeb tha magar bohat imandaar tha. Ek din us ki kulhari darya mein gir gayi. Wo bohat pareshan ho gaya aur Allah se dua ki. Achanak sone ki kulhari zahir hui, lekin lakadharay ne kaha: "Ye meri nahi hai." Phir chandi ki kulhari aayi, use bhi us ne thukra diya. Aakhir mein usay apni asli lohay ki kulhari mil gayi. Ye kahani humein sikhati hai ke: Imandari ka ajar Allah khud deta hai. 📌 Video ko end tak zaroor dekhein 📌 Pasand aaye to Like aur Share karein 📌 Mazeed sabak amoz kahaniyon ke liye Subscribe karein #Imandari #IslamicStory #SabakAmozKahani