Hajion Ki Khairaat | Umrah Se Wapsi Par Gaon Ka Khubsurat Manzar #Zamam #Khajoor

Hajion Ki Khairaat | Umrah Se Wapsi Par Gaon Ka Khubsurat Manzar #Zamam #Khajoor

Hajion Ki Khairaat | Umrah Se Wapsi Par Gaon Ka Khubsurat Manzar #Zamam #khajoor Aj ka vlog hamare gaon ke un azeez rishtedaron ke hawale se hai jo rishtay mein nanu nani jese lagtay hain, lekin sagi nanu nani nahi hain. Rishta bohat qareebi aur mohabbat bhara hai ❤️ Hamare mard aur khawateen dono Umrah ada kar ke wapas aaye. Umrah se wapsi par unhon ne khairat ki aur log door door se mubarkan dene aaye. Umrah karne walon ki tadaad zyada thi is liye sab ke liye alag alag daawatein rakhi gayi. Mehmanon ko Zamzam ka pani pilaya gaya aur khajoor bhi di gayi. Mehmanon ne Umrah walon ko phoolon ke haar pehnaye aur sab ne mil kar duaen di aur khushi ka izhar kiya. Ye vlog mohabbat, rishton aur Umrah ki barkat ka khubsurat manzar hai. Video pasand aaye to Like, Comment aur Subscribe zaroor karein 🤍 #UmrahWelcome #UmrahSeWapsi #Zamzam #Khajoor #GaonVlog #FamilyVlog #IslamicVlog #UmrahMubarak #PakistaniVlog #Rishtay #Khushi