All music composed, produced & arranged by Shahrukh Sarfraz Song - Tanha Singers - Shahrukh Sarfraz | Sabaat Batin Lyrics - Shahrukh Sarfraz, Sabaat Batin & Neha Karim Ullah Directed by Shahrukh Sarfraz Starring: Neha Karim Ullah Shahrukh Sarfraz Sabat Batin Follow Shahrukh Sarfraz - / shahrukhsarfraz Sabaat Batin - / sabaatbatin Neha Karim Ullah - / nehakarimullah Lyrics: Dhalnay Lagi hai raat, aur dil mein kayi raaz dikhnay lagay hein khwab Sun ley meri sada, tu hi tu hi mera chiraagh (Hey Hey) Chaltay chaltay dil, aa pohncha kahan badi ye mushkil Jo meri jana tu yahan ye dil, dhadke naa.. Ujalon kay iss sheher mein andhera hua hai, aur hun mein tanha yahan Aja mujhe bacha ley na (x2) Tu bachpan ki yaadon jesi hai, roshan dhundley khwabon jesi hai Aisey kaisey haal ye bataoun tujhe, kahun likhun ya phir gungunaoun tujhe geet koi ya phir koi naghma Kuchh toh hua in hawaon mein hai, khamosh thehra kuchh in sadaon mein hai jo na chahay bhi chahay dil kehna Ujalon kay iss sheher mein andhera hua hai, aur hun mein tanha yahan Aja mujhe bacha ley na Tere intezaar mein Darbadar idhar udhar mein ghoomta raha [ghoomta raha] Sach hai ya phir hai ye fasana Par dil manay na ye deewana Iss ko toh uss raah hai jana Jahan koi bhoolay bhi gaya nahin Ujalon kay iss sheher mein andhera hua hai, aur hun mein tanha yahan Aja mujhe bacha ley na (x2)