#NanhiNanhiNeeliNeeli is a sweet and soothing lullaby that describes the beauty and innocence of a child's dreams. The song features gentle melodies and calming lyrics, making it perfect for helping children relax and fall asleep. The imagery of "nanhi nanhi neeli neeli" (tiny and blue) evokes a sense of peacefulness and tranquility. ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Credits: Singer: Sadhana Sargam Music: Dinesh Kumar Dube Lyrics: Dinesh Kumar Dube Movie/Album: Lori - Mother's Lullabies Label: Universal Music India ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Lyrics nanhi-nanhi nili-nili adhkhuli ankhiyon mein chaandani ke rath pe savaar ho ke aa nindiya ki raani tu sayaani anjaani bani aa tu naa jaa kahin aur naa jaa tu yahaan ankhiyon ko sula to zaraa aa tu naa jaa kahin aur naa jaa nindiya palkon mein samaa to zaraa haan nanhi-nanhi nili-nili adhkhuli ankhiyon mein chaandani ke rath pe savaar ho ke aa nindiya ki raani tu sayaani anjaani bani aa tu naa jaa kahin aur naa jaa tu yahaan ankhiyon ko sula to zaraa aa tu naa jaa kahin aur naa jaa nindiya palkon mein samaa to zaraa pyaari-pyaari ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa bholi-bhali ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa pyaari-pyaari ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa bholi-bhali ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa kajaraari ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa matwaali ankhiyon mein nindiya tu aa bhi jaa nindiya tu aa bhi jaa ho nanhi-nanhi nili-nili adhkhuli ankhiyon mein chaandani ke rath pe savaar ho ke aa nindiya ki raani tu sayaani anjaani bani aa tu naa jaa kahin aur naa jaa tu yahaan ankhiyon ko sula to zaraa aa tu naa jaa kahin aur naa jaa nindiya palkon mein samaa to zaraa raah bhuuli tu kahan nindiya tu ye bataa kaahe jaage nain yahan nindiya tu ye bataa raah bhuuli tu kahan nindiya tu ye bataa kaahe jaage nain yahan nindiya tu ye bataa koun mila tuje vahaan nindiya tu ye bataa aayegi tu kab yahan nindiya tu ye bataa nindiya tu ye bataa ho nanhi-nanhi nili-nili adhkhuli ankhiyon mein chaandani ke rath pe savaar ho ke aa nindiya ki raani tu sayaani anjaani bani aa tu naa jaa kahin aur naa jaa tu yahaan ankhiyon ko sula to zaraa aa tu naa jaa kahin aur naa jaa nindiya palkon mein samaa to zaraa chhote-chhote honton par pyaari muskaan hai pyaari muskaan mein hi basii meri jaan hai chhote-chhote honton par pyaari muskaan hai pyaari muskaan mein hi basii meri jaan hai basii meri jaan jahaan vo mera jahaan hai vo mera jahaan vo hi mera aasamaan hai mera aasamaan hai Hmm nanhi-nanhi nili-nili adhkhuli ankhiyon mein chaandani ke rath pe savaar ho ke aa nindiya ki raani tu sayaani anjaani bani aa tu naa jaa kahin aur naa jaa tu yahaan ankhiyon ko sula to zaraa ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Follow Us Here: Instagram: / universalmusicindia Facebook: / universalmusicindia Subscribe Now: / @universalmusicindia #Revibe #RevibeMelodies #SoulfulMusic #TimelessMelody #MusicalNarrative #HeartfeltExpressions #LoveSong #EmotionalJourney #RevibeTunes