Early Signs and Symptoms of Diabetes | Sugar ki Alamat | High Blood Sugar Symptoms in this video you will learn 7 important diabetes warning signs jo bohot log ignore kar dete hain. agar aapko shak hai ke shayad aapko sugar ki bimari hai, ya blood sugar bar bar high aa raha hai, to yeh video aap ke liye hai. hum detail mein batayenge: early diabetes symptoms and warning signs sugar ki shuruati alamat jo type 2 diabetes ka signal deti hain high blood sugar se body par kya asraat hote hain kab doctor ke paas jana chahiye aur kab blood sugar check karna zaroori hai simple diabetes control tips, sugar control diet aur lifestyle changes agar aapko ziyada pyaas lagti hai, bar bar bathroom jana parta hai, wazan kam ya zyada ho raha hai, thakan rehti hai ya zakhm der se theek hote hain, to in symptoms ko serious len. early diagnosis se sugar ki bimari control ho sakti hai aur heart, kidney, eyes aur nerves ko nuksan se bachaya ja sakta hai. agar aapko video useful lage to like, comment aur share zaroor karein. channel ko subscribe karein taake aapko diabetes, blood pressure, heart health, weight loss aur healthy diet ke bare mein regular videos mil sakein. #diabetes #bloodsugar #diabetessymptoms #diabeteswarningsigns #highbloodsugar #type2diabetes #sugarcontrol #sugarkibimari #sugarkialamat #sugarkailaj #healthtips #urduhealth #diabetes #diabetesawareness #sugar