#ज्योतिषविद्या #लालकिताब #उपाय #Astrology #Kundliaddhyan #lalkitabastrology CONJUNCTION OF MOON AND RAHU - Chandra aur Shani YUTI चंद्र राहु योग Chandra Rahu yog - chandra rahu grahan dosh chandra rahu conjunction moon rahu conjunction Chandrma man ka kaarak hai. Rahu jab chandrma ko grahan lagata hai jise ardh graham bola jata hai. Is yog ka hamare liye kya prabhaw padta hai ? Chandrma man, shiksha, ghar ke andar ki khushi, shanti ko represent karta hai. Yadi chandrma aapki kundali mein majbut ho to mata ke haalat acche hote hain. Kundali mein kahin bhi baithe ho ise lal kitab mein dharmi yog kaha gaya hai. Kabhi roti, kabhi boti wali sthiti rahti hai. Kabhi chandni raat aur kabhi amawas wali raat. Yog ke lakshan :- • mein mata ko kasht • Shiksha mein rukawat • Toilet, stairs ko chede to pareshani • Lohe ke bartan mein paani pada rahe • Lohe ki tanki hona ya tanki ka lid lohe ka hona • Pani kam pita hoga Upay :- • Mata ka aashirwaad le, sambandh acche rakhen. • Safed kapdon par neel na lagaen. • Pani store karke na rakhen jaise:- cooler. • Snan ke pani mein kaccha dudh dalkar snan Karen • Ghar mein chandi sthapit Karen • Jamadar ko khush rakhen. • Ghar ki dahlij ko wash karte rahen हमारी ऑनलाइन ज्योतिष Classes के बारे में अधिक जानने के लिए, Visit करें https://onlineastro.net हमारे लालकिताब astrology ज्योतिष विज्ञान वास्तु से जुड़े channel को देखने के लिए link को open करे और channel को like subscribe और share करे । Channel Name: SHIVGAURIRATAN Channel link: / @ravinderrawatastro For Consultancy Call us at +91-9654244125, +91-9654244126, +91-9212130951 For More Info Visit: / shiv_gauri_ratan / shivgauriratan