Qur’an Majeed ka khulasa aur tarjuma Peer Ajmal Raza Qadari sahab ki roohani aur pur-sukoon tilawat ke saath pesh kiya gaya hai. Ye video sirf tilawat hi nahi balki Qur’an ki haqeeqat, paighaam aur rooh ko jhank dene wala tafakkur bhi pesh karti hai. Isko sun kar dil ko sukoon, imaan ko tazgi aur rooh ko rahmat milti hai. Har musalman ke liye Qur’an samajhna aur us par amal karna farz hai. Aaiye, is ilm-o-noor ki mehfil mein shamil ho kar apne dilon ko roshan karein . . . . . . . . . . . . . . #QuranSharif #AjmalRazaQadari #IslamicVideo2025 #Tilawat #IslamicQuotes #QuranRecitation #peerajmalrazaqadriofficial