Ehsaas (Slowed + Reverb) | Faheem Abdullah, Duha Shah | Hyder Dar, Vaibhav Pani #ehsaas

Ehsaas (Slowed + Reverb) | Faheem Abdullah, Duha Shah | Hyder Dar, Vaibhav Pani #ehsaas

Ehsaas (Slowed + Reverb) | Faheem Abdullah, Duha Shah | Hyder Dar, Vaibhav Pani #ehsaas #vyrloriginals #slowedreverb #slowedandreverb #hyderdar #faheemabdullah #vaibhavpani #duhashah Song Name : Ehsaas (Slowed + Reverb) Lyrics : Naya naya ehsaas hai tu jo mujhko mila hai Nayi nayi mulaqaton ka mujhpe hai khumaar ab Dil hai shaad ke khatam hone ko hai yeh intezaar ab Tujhe milne ko hone laga tha dil beqaraar ab Kyun tha mujhse khafa kya thi meri khata Tha kyun mujh se judaa ab hai mujh se judaa jo Tu hai wohi dil ne jise apna kaha tha Main hun yahaan tu hai kahaan Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka Teri baaton mein araam hai ya teri awaaz mein Kya jannat duniya ke paar hai ya teri aankhon mein Teri neendon ka ehsaan hai hum khwabon mein saath hain Jaag ke bhi ab khumaar hai hum baadalon ke paar hain Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka Tujhe paa ke jawab mila hai asal Tu hai woh sawaal Khuda ka Tu mila hai yeh meri dua ka asar Tu mujhse door na jaana Teri nazron ka dil pe hua hai asar Tu mera mehboob hai jaana Teri ulfat mein jeeta har pal Tu ik tohfa hai Khuda ka