udasiyon ka yeh mausam badal bhi sakta tha | sad poetry | urdu poetry | hindi poetry #whatsappstatus #urdupoetry #hindipoetry #hindishayari #sadpoetry #sadstatus udasiyon ka yeh mausam badal bhi sakta tha wo chahta toh mere sath chal bhi sakta tha wo shakhs tune jisy chornay main jaldi ki tere mizaj kay saanchay mein dhal bhi sakta tha wo jaldbaz khafa ho kay chal diya warna tanazuaat ka kuch hal nikal bhi sakta tha ana ne hath uthany nahi diya warna meri dua se wo pathar pighal bhi sakta tha tamam umar tera muntazir raha mohsin yeh aur bat kay rasta badal bhi sakta tha