Udaasiyon Ka Ye Mosam Badal Bhi Sakta Tha | Mohsin Naqvi

Udaasiyon Ka Ye Mosam Badal Bhi Sakta Tha | Mohsin Naqvi

Udasiyon ka yeh mausam badal bhi sakta tha, Wo chahta to mere sath chal bhi sakta tha ... Wo shakhs ! Tune jisko chorne ki jaldi ki, Tere mizaaj ke saanche main dhal bhi sakta tha ... Wo jald-baaz ! Khafaa ho kar chal diya warna, Tanaazaat ka koi hal nikal bhi sakta tha ... Tamaam umar tera muntazir raha Mohsin, Yeh aur baat ke rasta badal bhi sakta tha ... Recited by RJ Imran Hassan #mohsinnaqvi #mohsinnaqvighazal #mohsinnaqvishayari