GUL - Anuv Jain but it's Vocals Only and raining outside

GUL - Anuv Jain but it's Vocals Only and raining outside

Na dastakein Yeh tere dil ki haan wahi dhadkane hai Yoon zor se jo tujhko ab sun rahin hai Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai Aye nahi Jinke the waadein Waqt uljha hua hai tere yahan pe Kya who kal the yahan Yaa hafton pehlay ki yeh hai dastaan Aye na teri yaad unko Aye na teri yaad unko Toote makaan Ik baar gir kar waise bante kahan hai Jaise the tune apne dil se banaye O karigar yoon hathon se the sajaaye Aye na teri yaad unko Aye na teri yaad unko Kitabon ke ghar Duniya hai teri In dhool bhare panno mein Tu kya dhoondti Aur kya ho gaya jo tujhe Is dafa na milli pyaari si Pariyon ki woh kahani Aur tum yoon parayshaan ho kyun Hai jaadugari aaj bhi Tere dil mein hai baki Aur in kagazon mein kahin Ek Gul hai jo aise Tera intezaar kar raha hai Yeh gul hai teri woh hassi Kahan kho gai Yeh bata Khilegi kabhi Aayega ik din Jab unki raatein yoon na mehfooz hongi Tere, tere bin aise Tu dekh lena Teri kami tab unko mehsoos hogi Mujhe Mujhe hai pata yeh