Edited by - zubi Song - chaleya Ishq mein dil bana hai Ishq mein dil fana hai, oh-oh-oh Mita de ya bana de Maine tujhko chuna hai, oh-oh-oh Tere saare rang odh ke, dhang odh ke Tera hua main sab ko chhod ke, oh-oh-oh "Ishq nahin karna naap-tol ke, raaz khol ke" Aaya hoon main sab ko bol ke, oh-oh-oh O, main taan challiya teri or, tera challiya hai zorTera hoya main, yaar ve, bhulliya ae sansaar veChalliya teri or, tera challiya hai zorTera hoya main, yaar ve, bhulliya ae sansaar ve Jag tere liye chodeya, dil tere sang jodeyaAb tera main to ho gaya, paake tujhe main kho gayaJag tere liye chhodeya (chhodeya), dil tеre sang jodeya (jodeya)Ab tеra main to ho gaya (ho gaya), paake tujhe main kho gaya, kho gaya, haan Ishq mein dil bana haiIshq mein dil fana hai, oh-oh-ohHansa de ya rula deMaine tujhko chuna hai, oh-oh-oh Duniya kehti, "Ishq bhool hai, be-fizool hai"Humko to dil se qubool hai, oh-oh-ohTujh mein dikhta rab ka noor hai, ek suroor haiTu hai apna, ye ghuroor hai, oh-oh-oh[Chorus: Shilpa Rao]Ve main taan challiya teri or, tera challiya hai zorTeri hoyi main, yaar ve, bhulliya ae sansaar veChalliya teri or, tera challiya hai zorTeri hoyi main, yaar ve, bhulliya ae sansaar ve Tu ishq-e-khwaab, khwaab sa hai, mera be-hisaab sa haiTere lafz choom loon main, Urdu ki kitaab sa haiIshq-e-khwaab khwaab sa hai, mera be-hisaab sa haiTere lafz choom loon main, Urdu ki kitaab sa hai Jag tere liye chodeya (ishq mein dil bana hai) Dil tere sang jodeya (ishq mein dil fana hai, ohh)Ab tera main to ho gaya, paake tujhe main kho gayaJag tere liye chhodeya (mita de ya bana de)Dil tere sang jodeya (maine tujhko chuna hai, oh-oh-oh)Ab tera main to ho gaya, paake tujhe main kho gaya, kho gaya, haan