Sawan Shivratri shivamahapuran kath Jo indore me chal rahi hai aur aaj 26 July ki katha me guruji pandit pradeep ne ek naya aur aasan upay bataya hai jo iss video me aapko karke dikha rahe hai upay kab aur kitne baar karna hai iski jaankari video ke akhiri me denge pehle upay dekh lijiye agar aapka karja badte ja raha hoto yah upay karen aapka vyvsaay nahi chal raha ho to yah upay karen agar aapka rishta kahi pakka nhi ho pa raha hoto yah upay karen iss upay ko karne ke baad aap jiss vyvsaay me hath dalenge tarakkhi hi dekhne ko milega aapko ek dhatura shivling ke uuper arpit karna hai dhatura aese arpit kare ki dhature ki dandi aapki oor na ho iske baad isi dhautre ke uuper aapko ek kalash jal arpit kar dena hai iske baad iss dhautre ko prapt karke ghar le aaye, ab guruji ne yah to batyaa nahi hai ki iss dhautre ko aapko kiss kapde me rakhna hai to aap iss dhautre ko safed ya lal kapde me lapet ke rakh sakte hai yah upay aap kisi bhi pradosh me kar sakte hai, aur yah upay sirf ek baar karna hai Cover topic: pradeep mishra ke upay kaise kare pradeep mishra upay karne ka tarika pradeep mishra upay tutorial This is not the official YouTube channel of Pandit Pradeep Mishra Ji Sehore Wale. I am also a follower of his, as all of you. And I also do the remedies given by them myself and try to explain to you in easy language. Editing and voice-over on this channel are done by Amit Sharma. Those who live in Rajgarh Madhya Pradesh. यह पंडित प्रदीप मिश्रा जी सीहोर वाले का ऑफिसियल यूट्यूब चैनल नहीं हैं. में भी आप सभी की तरह, उनका एक अनुयायी हूँ. और उनके द्वारा बताये गए उपाय खुद भी करता हूँ और आपको भी आसान भाषा में समझाने की कोशिश करता हूँ. इस चैनल पर एडिटिंग और voice over अमित शर्मा द्वारा की जाती हैं. जो राजगढ़ मध्यप्रदेश में रहते हैं. Channel Admin: Amit Sharma Voice Over By: Amit Sharma Video Editing By: Amit Sharma Contact Info: / dharmkibaate DISCLAIMER: Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news, reporting, teaching, scholarship, and research, Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational, or personal use tips the balance in favor of fair use.