Bacha Bacha Ram hai | Chandan Hai Is Desh Ki Mati | चन्दन है इस देश की माटी - A Beautiful Song Chandan hai is desh ki mati.चन्दन है इस देश की माँटि चंदन है इस देश की माटी | Chandan Hai Is Desh Ki Mati | Desh Bhakti Geet चंदन हैं इस देश की माटी 🎵 Song Credits 🎵 Song Title : Chandan Hai Is Desh Ki Mati Genre : Powerful Motivational Song Lyrics : Anonymous Music : Arunesh Arun Vocals/Singer : Arunesh Arun Mix & Master : The Gyansindhu Studio Production Cinematographers : Ravi ⚡ Inspired by courage, struggle, success, and self-belief. ❤️ Dedicated to every dreamer, fighter, and warrior of life 🎵Listen On Spotify https://open.spotify.com/artist/39dI9... 🎵Listen On Apple Music / the-gyansindhu 🎵Listen On YouTube Music / the gyansindhu - topic 🎵Read Lyrics On Website https://gyansindhuclasses.com/categor... 🎵Make Reel On Instagram / thegyansindhu Chandan Hai Is Desh Ki Maati, Tapobhoomi Har Gram Hai. Har Bala Devi Ki Pratima, Baccha Baccha Ram Hai. Har Shareer Mandir Sa Paawan, Har Manav Upkari Hai. Jahan Singh Ban Gaye Khilone, Gaay Jahan Maa Pyaari Hai. Jahan Savera Shankh Bajata, Lori Gaati Shaam Hai. Jahan Karm Se Bhagya Badalta, Shram Nishtha Kalyani Hai. Tyaag Aur Tap Ki Gathaayein, Gaati Kavi Ki Vaani Hai. Gyaan Jahan Ka Gangajal Sa, Nirmal Hai Aviraam Hai. Jis Ke Sainik Samarbhoomi Mein, Gaaya Karte Geeta Hai. Jahan Khet Mein Hal Ke Neeche, Khela Karti Sita Hai. Jeevan Ka Aadarsh Jahan Par, Parameshwar Ka Dhaam Hai.