aaj mango frooti jaisa juice banate hain ghar me, ye asani se ban jata hain aur kamaal ka taste aata hain fresh aam se... aap bhi try karna ye easy recipe :)