Zaroori Tha (Slowed + Reverb) | Teri Aankhon Kr Dariya Ka Song | Feel Every Word | Heartbreak Vibes

Zaroori Tha (Slowed + Reverb) | Teri Aankhon Kr Dariya Ka Song | Feel Every Word | Heartbreak Vibes

❤️Radhe Radhe Krishna❤️ Zaroori Tha (Slowed + Reverb) | Teri Aankhon Kr Dariya Ka Song | Feel Every Word | Heartbreak Vibes Zaroori Tha (Slowed + Reverb) | A vibe you can feel, not just hear... Slowed + Reverb version of this timeless heartbreak anthem. Put your headphones on, close your eyes, and let the pain speak... Agar aapne kabhi kisi ko dil se chaha ho, toh yeh version zaroor feel hoga. LIKE karo agar aapko yeh version ne touch kiya, COMMENT karo agar aapko bhi kisi ki yaad aayi, aur SUBSCRIBE karo aise hi aur soulful vibes ke liye. #ZarooriTha #SlowedAndReverb #SadSong #Heartbreak #BrokenHeart #EmotionalSong #FeelThePain #SlowedVibes #ReverbEffect #AloneVibes #LoFiHindi #LoveFailure #PainfulLove #2amThoughts #LostInLove #SadEdit #IndianLoFi #ReelsViral #YoutubeShorts #ViralSong #HeartTouching #ArijitSingh #JudaaiFeels #LoveHurts #ChillVibes #SadMusic Lyrics Zaroori Tha Song by Rahat Fateh Ali Khan ‧ 2014 Overview Lyrics Listen Artists Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge Tune jab aakhiri khat mera jalaaya hoga Tune jab phool kitaabon se nikaale honge Dene wala bhi tujhe yaad to aaya hoga Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi, bichhadna bhi zaroori tha Zaroori tha ki hum donon tavaaf-e-aarzu karte Magar phir aarzuuon ka bikharna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Bataao, yaad hai tumko? wo jab dil ko churaaya tha Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaaya tha Wo jab kahte the, mera naam tum tasbeeh mein padhte ho Mohabbat ki namaazon ko qaza karne se darte ho Magar ab yaad aata hai, wo baatein thiin, mahz baatein Kahiin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha Wahi hain sooratein apni, wahi main hoon, wahi tum ho Magar khoya hua hoon main, magar tum bhi kahiin gum ho Mohabbat mein dagha ki thi, so kaafir the, so kaafir hain Mili hain manzilein, phir bhi musaafir the, musaafir hain Tere dil ke nikaale hum kahaan bhatkein, kahaan pahunche Magar bhatke to yaad aaya, bhatakna bhi zaroori tha Mohabbat bhi zaroori thi, bichhadna bhi zaroori tha Zaroori tha ki hum donon tavaaf-e-aarzu karte Magar phir aarzuuon ka bikharna bhi zaroori tha Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha