Tum Se Tum Tak ek zabardast romantic drama hai jahan pyaar, majboori aur raaz ek doosray se takra jate hain. Aryavardhan, jo apni zindagi hamesha control mein rakhta hai, pehli baar sachcha pyaar mehsoos karta hai Anu ke liye. Woh chahta hai ke apna pyaar duniya aur apne ghar walon ke saamne qabool kare, magar Anu ka achanak inkaar sab kuch badal deta hai. Ek aisa faisla jo dil tod deta hai, ek aisa raaz jo saamne aa jaye to sab kuch tabaah kar sakta hai. Kya Anu apni khamoshi toregi? Kya Aryavardhan ko apne pyaar ki sachchai milegi? Ya phir yeh mohabbat adhoori reh jayegi? Jazbaat, suspense aur unexpected twists se bhara yeh show aapko aakhri pal tak baandh kar rakhega. 📺 Dekhiye Tum Se Tum Tak 🕗 UK: Raat 8:00 baje 🕘 CET: Raat 9:00 baje Sirf Zee TV HD aur Zee5 App par Robi kaval youtube channal like share susbrise kindliy