22 Rajab ka din Islami tareekh mein aik khaas ahmiyat rakhta hai. Is mubarak din ke hawale se Imam Jafar Sadiq (ع) se manqool faramaat aur waqiat humein iman, sabr, aur Allah par yaqeen ka dars dete hain. Is bayan mein bayan kiya gaya hai: ✔ 22 Rajab ki ahmiyat aur barkat ✔ Imam Jafar Sadiq (ع) ka roohani paighaam ✔ Ahl-e-Bait (ع) se mohabbat ka asal matlab ✔ Mushkil waqt mein Allah par bharosa Yeh bayan sirf sunne ke liye nahi balkay zindagi badalne ke liye hai. Agar aap Ahl-e-Bait (ع) se mohabbat rakhte hain to is bayan ko poora zaroor sunen. 📌 Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein. Allah Ta’ala humein Imam Jafar Sadiq (ع) ke farmanaat par amal ki taufeeq ata farmaye. Aameen.