❤ Follow SPOTIFY PROFILE: https://open.spotify.com/user/21old3j... TikTok: https://www.tiktok.com/@lil.coldheart... SOUNDCLOUD : / lil-indo69-2-0 ----------------------- FOR BEST EXPERIENCE ,USE 🎧 ----------------------- [Feel FREE and start vibing w// these NOSTALGIC VIBES:-) ] ------------------ Song credits 🍁 Song Title: Dil Ye Bekarar Kyun Hai Music Director: Pritam Chakraborty Lyricist: Ashish Pandit Singer(s): Mohit Chauhan, Shreya Ghosal LYRICS 🙂 Yeah Yeah Kyun raaton ko main Ab chayn se so Na sakoon oo Kyun aata nahin Mujhe din mein bhi Chain o sukoon Oo kyun aisa hota hai Main khud se hi Baatein karoon Oo kyun tu jo bole Koi sune na woh Main hi sunu Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun Sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar Kyun hai tu bata Tera intezar kyun hai Tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar Kyun hai tu bata Tu bata tu bata Kyun tujhe dekhe bina Aata nahin dil ko sabar Oo kyun tere chehre se Hatt ti nahin yeh nazar Oo kyun tujhe paake Mujhe rehta hai khone ka darr Oo kyun tere siva saari Duniya se hoon main bekhabar Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar Kyun hai tu bata Tera intezar kyun hai Tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar Kyun hai tu bata Tu bata tu bata Ye pyaar hai jo Tujhe ho gaya hai Naa jaane kyun tu Iss se tha bekhabar Jo aaj kal yeh Tujhe ho raha hai Nahin aur kuch Pyaar ka hai asar Kyun tere jalwo ka Chatt ta nahin hai dhuaan Oo kyun chale hawa toh Lage ki jaise tune chhuaa Oo kyun maangta hai Dil tere liye roz duaa Oo kyun ho raha Jo pehle mujhe naa hua Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar Kyun hai tu bata Tera intezar kyun hai Tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar Kyun hai tu bata Tu bata tu bata. --------------------------- *DISCLAIMER: ⚠️ We Do not wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.* The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s). All the contents are strictly done for a promotional purpose *DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use ------------------------ *FOR REMOVAL/(copyright issues)⬇️ [email protected]