shri shivaay namastubhyam har har mahadev saavan ka pavitra mahina 14 july 2022 se shuru hoga aur sabhi ko pata hai saavan me kiye gaye punya, shiv puja, aur kuch chote chote upayo ka fal aapko hazaro guna milta hai aese me aapki manokamna sheegrah puri hoti hai aur aapka pura saal sukhmay bitata hai iss video me ham aapko guruji pandit pradeep mishra ji ka bataya saavan ka vishesh upay karke dikhane wale hai saral bhasha me samjhayenge taaki aapko acche se samjh aa jaye dekhiye saavan ke pure mahine me aapko shivling par mahadev ko jo vastu priya hoti hai use arpit karna hai pure mahine arpit nahi kar sakte to har sawan somwar ko, sawan ke pradosh ke din ya sawan ki shivratri ke din jarur arpit karen vishesh tarike se upay karna hai dhayn se suniye 108 ki sankhya me arpit karen mtlv aap chawal ke 108 daane lein lein ya phir 108 gulaab ki pankhudi le lein ya phir 108 moong ke daane ya phir 108 belpatra 108 dhatura 108 kali mirch lein lein mtlv jo jo maine cheeje batai inme se koi bhi ek cheej arpit kar sakte hai aap roj alag alag cheje bhi arpit kar sakte hai bus sankhya unki aapko 108 rakhni hai ek din akshat mtlv chawal arpit kar do, agle din gulab ki pankhudi kardo uske agle din moong ke daane kar do saavan ke mahine me aap shivling par jo bhi arpit karenge mahadev use hajaro lakho guna karke aapke khate me pradaan kar denge jo aapko pure vash bhar milta rahega Cover topic: pradeep mishra ke upay kaise kare pradeep mishra upay karne ka tarika pradeep mishra upay tutorial This is not the official YouTube channel of Pandit Pradeep Mishra Ji Sehore Wale. I am also a follower of his, as all of you. And I also do the remedies given by them myself and try to explain to you in easy language. Editing and voice-over on this channel are done by Amit Sharma. Those who live in Rajgarh Madhya Pradesh. यह पंडित प्रदीप मिश्रा जी सीहोर वाले का ऑफिसियल यूट्यूब चैनल नहीं हैं. में भी आप सभी की तरह, उनका एक अनुयायी हूँ. और उनके द्वारा बताये गए उपाय खुद भी करता हूँ और आपको भी आसान भाषा में समझाने की कोशिश करता हूँ. इस चैनल पर एडिटिंग और voice over अमित शर्मा द्वारा की जाती हैं. जो राजगढ़ मध्यप्रदेश में रहते हैं. Channel Admin: Amit Sharma Voice Over By: Amit Sharma Video Editing By: Amit Sharma Contact Info: / dharmkibaate DISCLAIMER: Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news, reporting, teaching, scholarship, and research, Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational, or personal use tips the balance in favor of fair use.