Qurbani ka koi badal nahi! Mufti Mohammed Abdul Mughni Mazaheri II Qurbani in Covid-19

Qurbani ka koi badal nahi! Mufti Mohammed Abdul Mughni Mazaheri II Qurbani in Covid-19

Hyderabad:09/July(Albilaad News)Maulana Mufti Mohammed Adul Mughni Mazaheri nazim madarsa sabeel ul Falah ne wazeh kia keh qurbani ka koi badal nahi hai unhon ne musalmanoon se qurbani ke amal ko injaam dainay ka mahswara diya. Is ke ilawa ahteyati tadabeer amal aawri aur saaf safai ka khayaal rakhnay ki khwahish ki. qurbani se mazeed tafseelaat jan-nay ke liye mukammal video dekhen.