Tumhi Mein Humara Sanam Dikh Raha Hai - JalRaj | New Hindi Songs | 90s Songs

Tumhi Mein Humara Sanam Dikh Raha Hai - JalRaj | New Hindi Songs | 90s Songs

“Tumhi Mein Humara Sanam Dikh Raha Hai” is a feeling we’ve all known....the quiet moment when someone new reminds you of the love you’ve been searching for. This song is about that instant connection, the unspoken pull, the poetry of seeing your sanam in someone’s eyes. Let the words speak to your heart. 💫❤️ #TumhiMeinHumaraSanam #JalRaj #RomanticSong #FeelTheLove Batao, kaisa laga? 👇🔥 #OldIsGold #RomanticSongs #RetroBollywood #BollywoodCover #HindiCover #LoveSongs #ClassicBollywood #BollywoodMusic #lovesong #hindisong 👉 If you loved this song, don’t forget to LIKE, SHARE, and SUBSCRIBE to our channel for more beautiful renditions! Credits : Vocals - JalRaj (Rajat) Lyrics - JalRaj Music Production - JalRaj Mix & Master - JalRaj Video - JalRaj [We are two brothers, Jalaj and Rajat, based in Chandigarh. We love making songs in our own way and don't want to categorize them in a particular genre. The basic idea is to entertain people through our songs. Hope you enjoy listening to our music as much as we do while making it] Follow us on instagram : jalraj_official Lyrics: Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Humein ishq tumse Gazab ho gaya hai Ye aankhein tumhari Ye chehra tumhara Ye aankhein tumhari Ye chehra tumhara Kasam dil pe inka Asar ho gaya hai Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Humein ishq tumse Gazab ho gaya hai Jo palkein bichha do To shaamein jawaan ho Jo nazrein utha lo To laakhon fana ho Jo nazrein utha lo To laakhon fana ho Ye bahein sharam se Zara ruk rahi hain Ye bahein sharam se Zara ruk rahi hain Magar dil ne kabka Tumhe choo liya hai Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Humein ishq tumse Gazab ho gaya hai Ye bahein sharam se Zara ruk rahi hain Magar dil ne kabka Tumhe choo liya hai Haan suljhaayein kaise Ye zulfein tumhari Agar jaan gum hai Inhi mein humari Agar jaan gum hai Inhi mein humari Kahin hum behak kar Na hadd paar kar dein Kahin hum behak kar Na hadd paar kar dein Tumhari adaa ka Sitam ho gaya hai Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Humein ishq tumse Gazab ho gaya hai Ye bahein sharam se Zara ruk rahi hain Magar dil ne kabka Tumhe choo liya hai Tumhari ye khushboo Badi qaatilana Batao ye kaise Na kar de deewana Batao ye kaise Na kar de deewana Ke khwabon mein tumko Sajaakar ke dekha Ke khwabon mein tumko Sajaakar ke dekha Mere Rabb se zyada Tu ab ho gaya hai Tumhi mein humara Sanam dikh raha hai Humein ishq tumse Gazab ho gaya hai Ye bahein sharam se Zara ruk rahi hain Magar dil ne kabka Tumhe choo liya hai #TumhiMeinHumaraSanam #JalRaj #RomanticSong #FeelTheLove