Sunn Raha Hai (Male) Lyrics Aashiqui 2 Apne karam ki kar adaayein Yaara yaara yaara Mujhko irade de, kasme de, vaade de Meri duaon ke isharon ko sahare de Dil ko thikane de, naye bahane de Khwaabon ki barishon ko Mausam ke paimane de Apne karam ki kar adaayein Karde idhar bhi tu nighahein Sun raha hai na tu Ro raha hun main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hu main Sun raha hai na tu Ro raha hun main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hu main Mazilein rusva hain, khoya hai rasta Aaye le jaaye itni si ilteja Yeh meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai haan Apne karam ki kar adaayein Karde idhar bhi tu nighaahein Sun raha hai na tu Ro raha hun main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hu main Waqt bhi thehra hai Kaise kyun yeh hua Kash tu aise aaye jaise koi dua Tu rooh ki rahat hai Tu meri ibadat hai Apne karam ki kar adaayein Karde idhar bhi tu nighahein Sun raha hai na tu Ro raha hun main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hu main Sun raha hai na tu Ro raha hun main Sun raha hai na tu Kyun ro raha hu main Yaara @MdAlif-01 #love #like #old #music #song #mostpopular #mostromanticnovel #sadsong #sad