Lyrics Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Aaye hain hum jahan mein tumhare liye Aaye hain hum jahan mein tumhare liye Hain tumhare liye hi hamari aankhen Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen Do jahan deke le loon to sasti hain yeh Do jahan deke le loon to sasti hain yeh Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Aaye hain hum jahan mein tumhare liye Hain tumhare liye hi hamari aankhen Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen Hain tumhare liye hi hamari aankhen Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Duniya walon se rakhna bacha kar inhen Duniya walon se rakhna bacha kar inhen Na chura le koi yeh tumhari aankhen Na chura le koi yeh tumhari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Aaye hain hum jahan mein tumhare liye Aaye hain hum jahan mein tumhare liye Hain tumhare liye hi hamari aankhen Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Hain tumhare liye hi hamari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Hain tumhare liye hi hamari aankhen Aasman se yeh kisne utaari aankhen Hain tumhare liye hi hamari aankhen