Namaskar dosto 🙏 Is video mein hum aapko le chalte hain Nashik ki pavitra Sita Gufa, jo Ramayan kaal se judi hui ek bahut hi rahasyamayi aur aadhyatmik jagah hai. Is vlog mein aap dekhenge 👇 ➡️ Sita Gufa ka poora darshan ➡️ Gufa ke andar ka actual execution / narrow passage experience ➡️ Wo jagah jahan Maa Sita ne vanvaas ke dauran samay bitaya tha ➡️ Sita Gufa se judi 5000 saal purani Ramayan ki kahani aur maanyata ➡️ Panchvati aur Nashik ke is pavitra sthal ka real ground experience Sita Gufa wahi sthal maana jaata hai jahan se Ramayan ki ek gehri aur rahasyamayi kahani judi hui hai, jise mehsoos karna sirf padhne se nahi balki wahan jaakar hi mumkin hai. Agar aap Nashik travel, Ramayan history, aur devotional places of India mein interest rakhte hain to ye video aapke liye hai ❤️ Video pasand aaye to 👍 Like karein, Channel ko Subscribe karein aur comment karke batayein ki aapko kaunsa part sabse zyada achha laga 🙏 #sitagufa