00:00 Dil Ke Armaan Aansuo Mein Bah Gaye 03:37 Chupke Chupke Raat Din ------------------ Song: Dil Ke Armaan Aansuo Mein Bah Gaye Starcast: Salma Agha Singer: Salma Agha Music: Ravi Lyrics: Hasan Kamal ------------------ Movie: Nikaah (1982) Song: Chupke Chupke Raat Din Singer: Ghulam Ali Starcast: Salma Agha, Deepak Parashar Music Director: Ghulam ali Lyrics: Hasrat Mohani ----------------- Lyrics : Dil ke aramaan, aansuon mein bah gaye Dil ke aramaan, aansuon mein bah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Hum vafaa kar ke bhi tanaha rah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Zindagi ek pyaas ban kar rah gayi Zindagi ek pyaas ban kar rah gayi Pyaar ke qisse adhoore rah gaye Pyaar ke qisse adhoore rah gaye Hum vafaa kar ke bhi tanaha rah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Shaayad un ka aakhiri ho yeh sitam Shaayad un ka aakhiri ho yeh sitam Har sitam, yeh soch kar hum sah gaye Har sitam, yeh soch kar hum sah gaye Hum vafaa kar ke bhi tanaha rah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Khud ko bhi hamne mita daala magar Khud ko bhi hamne mita daala magar Faasle jo darmiyaan the rah gaye Faasle jo darmiyaan the rah gaye Hum vafaa kar ke bhi tanaha rah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Dil ke aramaan aansuon mein bah gaye Thank you so much pls follow For More Tracks Pls Visit My Page ----------------------- Lyrics : Chupke chupke raat din Chupke chupke raat din Aansu bahaana yaad hai Chupke chupke raat din Aansu bahaana yaad hai Hamko abb tak aashikui Kaa woh jamaana yaad hai Chupke chupke raat din Aansu bahaana yaad hai Khench le naa woh mera Parde kaa kona daffatan Khench le naa woh mera Parde kaa kona daffatan Aur dupatte se teraa woh Munh chhupaana yaad hai Hamko abb tak aashikui Kaa woh jamaana yaad hai Chupke chupke raat din Aansu bahaana yaad hai Dopehar kee dhup me Mere bulaane ke liye Dopehar kee dhup me Mere bulaane ke liye Woh teraa kothe pe Nange paanv aana yaad hai Hamko abb tak aashikui Kaa woh jamaana yaad hai Chupke chupke raat din Aansu bahaana yaad hai. ---------------- #Bollywoodsongs #Hindisongs #Hindigane #oldsongs #oldisgold #oldhindisongs #singer #old #music #video #nikaah #nikaahsongs #salmaagha