Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida Dekho to aa gaye khaimo me ashqiya Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida……………. 1. Akbar bhi nahi sarwar bhi ab nahi Sarwar ke qatal par hilti hai ye zami Zari hai khun ki barish ka silsila…… Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 2. Ab koi dar nahi jis fauje sham ko Tarse na hum kahi chader ke naam ko Sahil se aao tum wo dekho ghar jala…… Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 3. Be sar hain shahe di be ghar hain bibiya Khaimo me aag hai aur uthta hai dhuan Bimar e shah ka bister bhi chin gaya…… Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 4. Jab ghar se chalk ke hum is ban me aaye the Har sar pe hashmi tego ke sayein the Sab qatal ho gaye ansaaron akraba….. Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 5. Pahle hi kam thi kya badhta hai aur ghum Bikhra hai karwan be ghar hai aaj hum Dekho to haal tum aye shere karbala….. Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 6. Roti hai ye zami rota hai aasma Aate hai jalzale aati hai aandhiyan Jhula bhi jal gaya bano ke laal ka… Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida…… 7. Nouhe ko padhke hai kazim bhi be qaraar Fidvi ka bhi kalam rota hai bar bar Zainab ne jo kaha uska hai taskara… Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida… Ya abbas ya abbas ya abbas……. Ghazi ko dasht mein zainab ne di sada Aye bhaiyya ho kaha ab chinti hai rida……