Song name:shayam teri bansi pukare radha naam log kre meera ko yun hi badnam Singer: in this video anup jalota, actually this song is first sung and written by ravindra jain Lyrics: Shyam teri bansi pukare radha naam Shyam teri bansi pukare Radha naam Log karein Meera ko yoon hi badnaam Shyam teri bansi pukare Radha naam Shyam teri bansi pukare Radha naam Log karein Meera ko yoon hi badnaam Saanware ki bansi ko bajne se kaam Sanvre ki bansi ko bajne se kaam Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya Shyam ka deewana to saara Brij dhaam Shyam ka deewana to saara Brij dhaam Log karein meera ko yoon hi badnaam Saanware ki bansi ko bajne se kaam Sanvre ki bansi ko bajne se kaam Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam Kaun jaane baansuriya kisko bulaye Jiske mann bhaaye yeh usi ke gunn gaaye Kaun jaane baansuriya kisko bulaye Jiske mann bhaaye woh usi ke gunn gaaye Kaun nahi, kaun nahi bansi ki dhun ka gulaam Radha ka bhi Shyam Woh to Meera ka bhi Shyam Shyam teri bansi pukare Radha naam Shyam teri bansi Kanhaiya teri bansi pukare Radha naam Log karein Meera ko yoon hi badnaam