Ghar par banaye bohat hi tasty aur crunchy Gajar aur Hari Mirch ka Achar! Bilkul asaan, jaldi tayyar honay wali recipe — baghair kisi mushkil ke. Aaj hi try karein aur apne khanay ka maza double kar dein! 👉 Is video me aap seekhain gye: Instant achar banane ka asaan tareeqa Gajar aur hari mirch ka perfect masala Achaar ko lambe arsay tak fresh rakhne ka tarika Agar video pasand aaye to LIKE, SHARE & SUBSCRIBE zaroor karein!