De De Pyaar De 2 Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom video song Move over couples - this wedding season belongs to the uncles! Ajay Devgn, Rakul Preet Singh & Yo Yo Honey Singh drop the craziest dance track of 2025! Jhoom Sharaabi - Song Out Now! De De Pyaar De 2 is directed by Anshul Sharma, produced by T-Series’ Bhushan Kumar & Krishan Kumar, and Luv Films’ Luv Ranjan & Ankur Garg. #JhoomSharabi #DeDePyaarDe2 Dhiman Karmakar Creative Director: Tarun Jain Casting Director: Vicky Sidana Executive Producer: Richard De Varda Associate Producer: Ashwinder Singh Lyrics: Khali bottle hai, bottle mein gin hai Aur jinki bottle hai Aankhein hai laal, behke hai kadam Jin jinki bottle hai Hothon pe hai laali, muh pe gaali Jab khulti bottle hai Dhakkan kholo toh isse rooh nikle Ye hilti bottle hai Koi kehta hai dil ko chhuti hai Aur ghum chupati hai Koi kehta hai ye mashooka ko Dil se bulati hai Koi kehta hai iske peene se Aadat lag jaati hai Main toh piyunga kyuki Ye mere budget mein aati hai Haaye De De Pyaar De 2 Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom Kaali ghata hai, mast fiza hai Kaali ghata hai, mast fiza hai Jaam uthakar ghoom ghoom ghoom Jhoom barabar sharabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar sharabi, jhoom barabar jhoom Aaj angoor ki beti se mohabbat karle Sheikh sahab ki nasihat se bagawat karle Iski beti ne utha rakhi hai sar par duniya Ye toh accha hua angoor ke beta na hua Kum se kum soorat e saqi ka nazara karle Aake maikhane mein jeene ka sahara karle Aankh milte hi jawani ka mazaa aayega Tujhko angoor ke paani ka mazaa aayega Har nazar apni basad shauk gulaabi karde Itni peele ke zamane ko sharaabi karde Jaam jab saamne aaye toh mukarna kaisa Jaam jab saamne aaye toh mukarna kaisa (chorus repeat) Baat jab peene pe aa jaaye toh darna kaisa Baat jab peene pe aa jaaye toh darna kaisa (chorus repeat) Dhoom machi hai, maikhane mein Dhoom machi hai, maikhane mein tu bhi machale Dhoom dhoom dhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi, jhoom barabar jhoom Raat ko maikhane mein baitha tha Mashooka mil gayi Hui jab shikwe shikwa phir saali Ek bottle khul gayi Uski aankho se jab tapka lahu Meri rooh tak hil gayi Parose jab maine do jaam Uski tabiyat khil gayi Mujhko boli ke mera aashiq hai toh Kyu satata hai Aashiq hai ya qatil hai mera Jab khanjar chalata hai Kabhi mere gharpe dera tha Maikhane jaata hai Maikhane jaake kis sautan ke Bistar mein sojata hai Haaye Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharabi, jhoom barabar jhoom #JhoomBarabarJhoom #JhoomBarabarJhoomRemix #JhoomBarabarJhoomDJ #JhoomRemix #DJRemixSong #BollywoodRemix #HindiRemixSong #DJSong2025 #PartyRemix #DanceRemix #BassBoosted #ClubRemix #ViralSong #TrendingReels #ReelsIndia #YouTubeShorts #ShortsVideo #ViralRemix #RemixByDJ #IndianDJ #MusicLovers #BollywoodDJ #DesiRemix