Sairam - Uploading ‘Janam Diya Tu Ne Sai Ko’ - song on Mother Eswaramma popularized by Smt. Kavitha Krishnamurthy - on account of Eswaramma Day… Performed at Atlanta SSSGC Sai Center Vocal - Smt Deepa Shankar Harmonium - Rahul Nakkina Flute - Tejas Vedantham Tabla - Shankar Rajagopalan Lyrics Janam Diya Tune Sai Ko Humpe Kiya Upakaar Janam Diya Tune Sai Ko Humpe Kiya Upakaar Easwaramma Tera Sai Yug Yug Ka Avatar (2) Janam Diya Tune Sai Ko Humpe Kiya Upkaar Jag Hai Mithya Saine, Sacchi Raah Dikhayee (2) Sabse Kartu Pyar Ye Jeevan Bane Tera Sukh Dayee Aisa De Upadesh Prabhune, Humpe Kiya Upkaar (2) Easwaramma Tera Sai Yug Yug Ka Avatar (2) Guru Sevasa Punya Nahi, Manav Seva Sa Daan (2) Sabse Pujya Hai Maat Pita Jo Hai Bramha Samaan Aise Sai Vachano Se Mila Khushiyon Ka Bhandar Easwaramma Tera Sai Yug Yug Ka Avatar (2) Dhanya Hue Jo Sai Yug Mein Humne Janam Hai Paaya (2) Deen Dayalu Sai Ne, Hume Galese Lagaye Ho Gaye Hum To Rini Sai Ke Itana Diya Hai Pyar (2) Easwaramma Tera Sai Yug Yug Ka Avatar (2) @saibhajans @sathyasaibhajan @eswarammaday @janamdiya