मटर के पराठे बनाने का एकदम नया और आसान तरीका Matar paratha, Peas paratha recipe, Stuffed paratha

मटर के पराठे बनाने का एकदम नया और आसान तरीका Matar paratha, Peas paratha recipe, Stuffed paratha

dosto aaj ghar me hare matar paratha banate hai, matar ka paratha bahut hi swadist aur healthy dish hai, Stuffed paratha aap bahut hi asani se bana sakte hai #stuffedgreenpeasparatha #matarparatharecipeinhindi #aloomatarparatharecipe #peasparatha #stuffedparatharecipevideo #paratharecipe #masalaparatharecipematarkaparatha #greenpeasparatharecipeinhindi #peasparatharecipeinhindi #matarkaparantha #winterspecialrecipe namaskar dosto aaj mai banane ja rahi hun hari matar ka paratha, dosto thandi ke mausam ke liye hari matar ka paratha bahut hi tasty aur healthy dish hai. green peas stuffed paratha banana bahut hi aasaan hai, aap matar paratha bas kuchh hi minto me bana sakte hai. to chaliye jante hai hari matar ka stuffed paratha kaise banate hai aur isme kya kya samagri lagti hai green pea (hari matar)- 500 gram Green Chili(hari mirch)-4/5 Green Coriander Leaf(hari dhaniya patta) Green Garlic leaf (hara lahsun patta) Cumin Seeds (jeera) -2 tsp Cumin Powder (jeera powder)- 1 tsp Coriander Powder (dhaniya powder)-1 tsp Turmeric Powder (haldi powder)-1 tsp Red Chili Powder (lal mirch powder)-1 tsp oil (tel) salt (Namak)-2 tbsp Wheat Flour (gehu ka aata)- 300 gram Carom Seeds (ajawain)- 1 tsp Thanks for Watching G. Savitri