उत्तराखंड के पौड़ी गढ़वाल का एक शहर पुरानी जो पानी में डूब गया। Uttarakhand ki Pauri Garhwal mein purani tehri Jo Teri bandh banne ke karan Pani mein doob Gaya Gorkhaon se yuddh mein angrejon ne (East India company) Garhwal ke Raja ko Terhri ka chetr diya,Raja sudarshan sah ne is sahar ko banwaya,is sahar ko bachane ke liye environmental activist Sunderlal Bahugana ne bhaut bada movement kra. Gharwal empire ke baad yeh india me shaamil ho gya jo baad me Uttar Pradesh (UP) ka jila bna.