Abbas Haider Lalji (APIZ) reciting the SOZ Salam 'Chorta Hoon Main Watan Deen Ko Bachane Ke Liye' in Birmingham at Qasr-e-Abu Talib (a.s.) at the Majlis of Shahadat-e-Bibi Zainab Bint-e-Ali (s.a.). Writeups: Chorta hoon main watan deen ko bachanay ke liye. Jo kiya wada azal main woh nibanay kay liye (x2) 1) Kar diya majboor mujhko karnay aaya hu salam (x2) Ja raha hun Karbala wapis na anay kay liye (x2) 2) Ahgaya woh din bhishidat say tha jis ka intezaar (x2) Bhaiti hay tayar Zainab saath janay kay liye (x2) 3) Hogayi Nana mukamil saab meri kurbaniyan (x2) Agaya duniya main Asghar teer khanay kay liye (x2) 4) Darti hai Zainab abhi tak khoon rota hay Sajaad (x2) Phir koyi isko nah kehday Shaam janay kay liye (x2) 5) Asmaan misalay kaama dasht-e-baala paar jhukh gaya (x2) Jab jhukhay shah lasha-e-Akbar utnay kay liye (x2) 6) Dhal gaya Ashoor ka din chah gayi Tanveer raat (x2) Aag latay hain shaqi khaimay jalanay kay liye (x2) My Channel: / 786pakmh110