song meanings - The sentence Maan Meri Jaan is a Hindi phrase that means 'please agree my dear' or 'please accept my love' in English.It is a romantic expression that shows the speaker's deep affection and desire for the person they love' "Maan Meri Jaan" Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai Tujhe khush main rakhunga soneya Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai Sari baatein main sununga soneya Tere dil se na, kabhi khelunga Saare raaz apne, mai tujhko de dunga Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya Mera lagda na jiya Tere bager Tu maan meri jaan Main tujhe jaane na dunga Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga Tu maan meri jaan Main tujhe jaane na dunga Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan Main saya banke saath tere rehna 24 ghantey Main rehna 24 ghantey (Tere bina dil lagda nai) Main aankhon se churalu jana tere jo bhi ghum the Haye Tere jo bhi ghum the... (Tere bina dil lagda nai) Meri baahon me aake tu jana nahi Esi rabb se main maangu duaa... Tere dil se na,kabhi khelunga Sare raaz apne,mai tujhko de dunga Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya Mera lagda na jiya Tere bager Tu maan meri jaan Main tujhe jaane na dunga Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga Tu maan meri jaan Main tujhe jaane na dunga Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan Tu maan meri jaan Maan, meri jaan Tu maan meri jaan #song #King #lyrical #Lyrics #maanmerijaan