Dil chahte ho ya jaan chahte ho Humse batao ke kya chahte ho Dil chahte ho ya jaan chahte ho Humse batao ke kya chahte ho Khud ke hi andar mar jaayege Gamm na kabhi bahar laayenge Hanste hanste kar denge yeh bhi Hona agar tum judaa chahte ho Hanste hanste kar denge yeh bhi Hona agar tum judaa chahte ho Dil chahte ho ya jaan chahte ho Humse batao ke kya chahte ho Ishq humara jag se judaa hai Khushiyan tumhari humari wafa hain Kismat apni padh li hai humne Tumhare siva na kuchh bhi likha hai Mujrim bhi hum ban jaayenge Dena agar tum saza chahte ho Hanste hanste kar denge yeh bhi Hona agar tum judaa chahte ho Hum to bane hain tumhari hi khaatir Tumhare hi kaam to aayege aakhir Hum mein humara to kuchh bhi nahi hai Jo tum kaho bas wohi sahi hai Hak mein humare shauk se kar do Karna agar bad’dau chahte ho Hanste hanste kar denge yeh bhi Hona agar tum judaa chahte ho Dil chahte ho ya jaan chahte ho Humse batao ke kya chahte ho. Song Credits: Song: Dil Chahte Ho Lyrics Singer: Jubin Nautiyal, Payal Dev Lyrics: A M Turaz Music: Navjit Buttar