Zabaan Jale Hai

Zabaan Jale Hai

Zabaan Jale Hai Lyrics Na boloon main to kaleja phoonke Na boloon main to kaleja phoonke Jo bol doon to zabaan jale hai Sulag na jaave agar sune woh... Sulag na jaave agar sune woh Jo baat meri zabaan tale hai Na boloon main to kaleja phoonke Jo bol doon toh zubaan jale hai.. Lage to phir yun ke rog laage Na saans aave, na saans jaave Lage to phir yun ke rog laage Na saans aave, na saans jaave Yeh ishq hai namuraad aisa... Yeh ishq hai namuraad aisa Ke jaan leve tabhi tale hai Humaari haalat pe kitta rove hai Aasman bhi tu dekh leejo Humaari haalat pe kitta rove hai Aasman bhi tu dekh leejo... Ke surkh ho jaavein uski aankhein.... Ke surkh ho jaavein uski aankhein bhi Jaise jaise yeh din dhale hai Na boloon main to kaleja phoonke Jo bol doon to jabaan jale hai...