Tumse Milke Dil ka Jo Haal Kiya Kare HD Video -Shahrukh Khan, Sushmita Sen | Main Hoon Na | 90s Hits Hindi Songs Credit- Movie:- Main Hoon Na Song:- Tumse Milke Dil Ka Singer:- Sonu Nigam, Aftab Sabti, Hashim Sabri Music Director:- Anu Malik Star Cast :- Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Zayed Khan, Amrita Rao Lyrics:- Javed Akhtar Ishq jaise hai ek aandhi, ishq hai ek toofaan Ishq ke aage bebas hai duniya mein har iljaam Ishq mein sab deewaane hain, ishq mein sab hairaan Ishq mein sab kuchh mushkil hai, ishq mein sab aasaan Dekho, pyaare, ye nazaarein, ye deewaane, ye parwaane hain ishq mein kaise gum Haaye, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa ye kamaal, kya kahe Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa ye kamaal, kya kahe Dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-aa Dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara Dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-aa Dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara, dhum-tara Dil to hai ek raahi, jaana, dil ki tum manzil ho Dil to hai ek kashti, jaana, jiska tum saahil ho Dil na phir kuchh maange, jaana, tum agar haasil ho Dil to hai mera tanha, jaana, aao to mehfil ho Ishq se hi saari khushiyaan, ishq hi barbaadi Ishq hai paabandi, lekin ishq hi aazaadi Ishq ki duniya mein, yaaro, khwaabon ki aabaadi Kho gaya vo jisko manzil ishq ne dikhla di Dekho, pyaare, ye nazaarein, ye deewaane, ye parwaane hain ishq mein kaise gum Haaye, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa ye kamaal, kya kahe Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa ye kamaal, kya kahe