yeh kya baat hai aaj ki chandni mein love slowed and Reverb WhatsApp status song sad lofi 60s lyrics Song Name: Yeh Raaten Yeh Mausam Movie: Dilli Ka Thug Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Kaha do dilon ne ki milkar Kabhi hum na honge juda Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein Ke hum kho gaye pyar ki ragini mein Yeh baahon mein baahen Yeh behki nigahen Lo aane laga zindagi ka maza Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Sitaron ki mehfil ne karke ishara Sitaron ki mehfil ne karke ishara Kaha ab to saara jahan hai tumhara Mohabbat jawan ho, khula aasman ho Kare koyi dil aarzoo aur kya Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Kasam hai tumhe tum agar mujhse roothe Kasam hai tumhe tum agar mujhse roothe Rahe saans jab tak, yeh bandhan na toote Tumhein dil diya hai, yeh vaada kiya hai Sanam main tumhaari rahoongi sadaYeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa Kaha do dilon ne ki milkar Kabhi hum na honge juda Yeh raaten yeh mausam Nadi ka kinara yeh chanchal hawa #love #whatsappstatus #whatsapp #status #yeh #kya #baat #hai #aaj #ki #chandni #mein #arijitsingh #sad #song #lofi #slowed #and #reverb SLOWED +REVERB