#phirmohobbat #phirmohabbatkarnechalahaitu #arijitsingh #guitarcover #ankita #femaleversion #moviesdotcom@AnkitaDasguptaSong Song: Phir Mohabbat Singer: Mohd Irfan, Arijit Singh, Salim Bhat movie: Murder 2 Guitar Cover & Vocal: Ankita Dasgupta Song Lyrics Jab jab tere paas main aaya Ik sukoon mila Jise main tha bhoolata aaya Wo wajood mila Jab aaye mausam gham ke Tujhe yaad kiya Jab sehme tahapan se Tujhe yaad kiya Dil sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil yahin ruk ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Aisa kyun kar hua Janu na main janoon na Dil sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil yahin ruk ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Jis raah pe, hai ghar tera Aksar wahan se haan main hoon guzra Shayad yahi, dil mein raha Tu mujh ko mil jaye kya pata Kya hai yeh silsila Janoon na main janoon na Dil sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil yahin ruk ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Kuch bhi nahi, jab darmiyaan Phir kyun hai dil tere hi khwaab bunta Chaaha ki de, tujhko bhula Par yeh bhi mumkin ho na saka Kya hai yeh maamla Janu na main janoon na Dil sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil yahin ruk ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu Dil sambhal ja zara Phir mohabbat karne chala hai tu