Shri Ayodhya dham ke darshan Ram lala ke Pavan Darshan ka saubhagya Mila Ko Darshan karne mein thakan mahsus nahin Hui na hi pareshan Kiya saryu Nadi ka Pani bahut saaf aur Sundar hai saryu Nadi mein nahane se milta hai punya mahak ne snan kiya saryu Nadi mein Mandir mein photo Lena Mana hai humne rul ka palan Kiya ham nahin le paye Mandir ke photo kyon pahle saryu snan bad mein Ayodhya ji ke darshan 11 a.m. per band hote Hain ramlala ke darshan 2:00 baje FIR se hone lagte Hain ramlala ke darshan Kanak Mahal aur Dashrath ji ke Mahal ke darshan 12:00 baje tak hote Hain FIR unke Darshan band Ho jaate Hain 2:00 baje tak Ram Ram Jay Shri Ram Ram