Listen to the soulful track Main Teri Yaadon Mein from the movie Sanam Teri Kasam, beautifully sung by Arijit Singh. Featuring Harshvardhan Rane and Mawra Hocane, this emotional ballad captures the essence of love, heartbreak, and nostalgia. 🔥Pre-book your Vinyl copy now - https://bit.ly/43fLPhL #mainteriyaadonmein #arijitsingh #sanamterikasam #harvardhanrane #mawrahocane #himeshreshammiya #sadlovesong Credits: Song – Main teri yaadon mein Singer – Arijit Singh Composer – Himesh Reshammiya Lyricist – Subrat Sinha Lyrics: Main teri yaadon mein khoya Main teri yaadon mein uljha Main teri yaadon mein khoya Main teri yaadon mein uljha Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahaa Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahaa Shaam-o-seher kaise Lagte zeher jaise Tere bagair aise o… Socha nahin kaise Hoon darbadar jaise Hogi basar aise o… Khamoshiyan hain khata meri Tanhaiyan hai sazaa meri Samjha rahi hai ye dooriyan Teri meri nazdeekiyaan Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Sabko khabar hai ye Meri seher hai tu Kya bekhabar hai tu o… Itni zara si toh Haan hai tujhe kehni Kehde nazar se tu o… Kya itni hai majbooriyan Kyun itni naa manzooriyan Ik mukhtasar si baat hai Phir zindagi bhar ka saath hai Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha