🌙 Surah Al-Fatiha — har tarah ki bimari se shifa 🤍 📖 Nabi ﷺ ne farmaya: “Tumhein kaise pata chala ke Surah Fatiha ruqyah (shifa) hai?” 📚 (Sahih Bukhari) ✨ Surah Fatiha ki azeem fazilat: ✔️ Jis par padh di jaye — Allah shifa ata karta hai ✔️ Jis bimari ki dawa na mile — uski bhi dawa ✔️ Jism ki bhi, dil ki bhi shifa ✔️ Nazar, jinn aur takleef se hifazat 📖 Qur’an khud gawahi deta hai: “Hum Qur’an me wo cheez naazil karte hain jo mominon ke liye shifa aur rehmat hai” 📚 (Surah Isra : 82) 🤲 Sahaba ne bichhu ke kaate hue shakhs par Surah Fatiha padhi Aur Allah ke hukm se woh theek ho gaya 📚 (Bukhari) 👉 Aaj se Har bimari, har dard, har pareshani me Surah Fatiha ko apna sahara banaiye ❤️ Like • 🔁 Share 💬 Comment me Ameen 📌 Save kar lijiye — zarurat ke waqt kaam aayega #SurahFatiha #IslamicShorts #Quran #QuranShifa #Ruqyah #Hadith #AyatEshifa #Allah #Muslim #IslamicReminder #HealingVerses #Shifa #please_subscribe_my_channel #pleasesupport #ytshorts