'Chand aasmano Se Laapata' Video Song | Alone | Bipasha Basu | Karan Singh Grover

'Chand aasmano Se Laapata' Video Song | Alone | Bipasha Basu | Karan Singh Grover

Watch 'Chand Aasmano Se Laapata' video song from the movie Alone starring Bipasha Basu and Karan Singh Grover exclusively on T-series. ******************************************** SONG - CHAND AASMANO SE LAAPATA MOVIE - ALONE SINGER - BHAVEN DHANAK MUSIC DIRECTOR - JEET GANGULI LYRICS - SANDEEP NATH ____________________________________________ Chand aasmano se laapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Main khush-kismat hoon bakhuda iss tarah Ho jaaye poori ik duaa jis tarah Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chaand aasmano se lapata ho gaya Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya Maine tujhe tohfe mein ye dil diya Tune mujhe badle mein ye jahaan diya Main hi jaanu, tu hi jaane jo hai darmiyaan Tujh se hai meri jaana ghar ye aashiyaan.. Tere bin meri jaana kabhi Ik pal bhi guzaara nahi Teri aarzoo ne khud se begana kar diya Chand aasmano se lapata ho gaya Chalke mere ghar mein aa gaya, aa gaya ____________________________________________