Bewafa Tera Masoom Chehra Lofi Song [ slowed & reverb ]

Bewafa Tera Masoom Chehra Lofi Song [ slowed & reverb ]

Bewafa Tera Masoom Chehra Lofi Song [ slowed & reverb ] गाना – Bewafa Tera Masoom Chehra कलाकार – करण मेहरा, इहाना ढिल्लियन, अमरदीप फोगाट गायक – रोचक कोहली और जुबिन नौटियाल गीतकार – रश्मि विराग संगीत – रोचक कोहली वीडियो डायरेक्टर – नवजीत बुट्टार संगीत लेबल – टी-सीरीज़ Song – Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics Star Cast – Karan Mehra, Ihana Dhillion Singer – Rochak Kohli & Jubin Nautiyal Lyrics – Rashmi Virag Music – Rochak Kohli Video Director – Navjit Buttar Music Label – T-Series Jubin Nautiyal Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics In English Woh Bhi Kya Din The Yaar Tumhein Dekhkar Saari Yaadein Taza Ho Gayi Tumhare Gale Khanak Aur Ayat Ki Payal Ki Chhanak Poora Mohalla Goonj Uthta Tha Dil Laga Bhi Liya Ishq Bhi Kar Liya Chandani Raat Mein Humne Taare Gine Dil Laga Bhi Liya Ishq Bhi Kar Liya Chandani Raat Mein Humne Taare Gine Khwab Jaisa Koyi Khwab Thi Zindagi Neend Tooti Toh Aaya Samajh Ye Humein Raah Wo Jispe Main Chal Raha Tha Uski Koyi Bhi Manjil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Khoobsurat Bahot Hai Tu Lekin Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Ho Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere Naam Pehle Ki Tarah Hi Mash-Hoor Hai Mere Barbaadiyon Ki Wajah Mein Kehte Hai Ki Tu Shaamil Nahi Hai Katal Baazar Mein Ho Chuka Hu Phir Bhi Tu Mera Kaatil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Kabhi Is Ore Kabhi Us Ore Chale Jaate Ho Mohabbat Hamse Wafa Ghairon Se Ye Hunar Kahan Se Laate Ho Karvat Badal Leta Hu Main Aaj-Kal Jo Kabhi Mere Khwabon Mein Tum Chale Aate Ho Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani Hai Tune Sunayi Mujhe Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha Main Sach Maan Baitha Tujhe Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani Hai Tune Sunayi Mujhe Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha Main Sach Maan Baitha Tujhe Saare Ke Saare Zakham Hai Sambhale Jo Tune Diye The Mujhe Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere Hai Wo Patthar Koyi Dil Nahi Hai Zindagi Bhar Jise Maine Chaha Zindagi Bhar Jise Maine Chaha Marke Bhi Mujhko Haasil Nahi Hai Bewafa Tera Masoom Chehra Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai Related हीरो, बनेगा कल तेरा है कल Hero Lyrics In Hindi | Hero Lyrics Jubin Nautiyal 15/05/2022 In "Jubin Nautiyal" मेरे बाबा | Mere Baba Lyrics Jubin Nautiyal 12/03/2022 In "2022" Kuch Baatein Lyrics Jubin Nautiyal 13/03/2022 In "2022" Tagsbewafa tera masoom chehra lyrics, Jubin Nautiyal, Jubin Nautiyal Lyrics, Karan Mehra, Rochak Kohli, Sad Song, T-Series Leave a Comment Comment Name Name * Email Email * Website Website Save my name, email, and website in this browser for the next time I comment. hindilyricsbollywood.in logo Hindilyricsbollywood.in is the best place for Bollywood Lyrics. You will find all Hindi, Punjabi, and Marathi lyrics with detailed explanations of each word. The site also contains information about Singers, Music Composers, Lyricists, and much more. Search #bewafa #love #shayari #bewafai #poetry #sad #explorer #dhoka #urdupoetry #ishq #explore Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai Lyrics In Hindi - Boot Polish (1954)Asha Bhosle, Manna Deyनन्हे मुन्ने बच्चे तेरी मुट्ठी में क्या है Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai Lyrics In Hindi – Boot Polish (1954)Asha Bhosle, Manna Dey Har Dil Jo Pyar Karega Lyrics In Hindi - Sangam (1964) Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukeshहर दिल जो प्यार करेगा वो गाना गाएगा Har Dil Jo Pyar Karega Lyrics In Hindi – Sangam (1964) Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mukesh Tujhe Jeevan Ki Dor Se Lyrics In Hindi - Asli Naqli (1962) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafiतुझे जीवन की डोर से बाँध लिया है Tujhe Jeevan Ki Dor Se Lyrics In Hindi – Asli Naqli (1962) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki Lyrics In Hindi - Amanat Ali, Yashal Shahhid, Zaheer Abhasतस्वीर मन मैं बसी यार की Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki Lyrics In Hindi – Amanat Ali, Yashal Shahhid, Zaheer Abhas 2022 Woh Hai Zara Khafa Khafa Lyrics In Hindi - Shagird (1967) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafiवो है जरा खफा खफा Woh Hai Zara Khafa Khafa Lyrics In Hindi – Shagird (1967) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Mubarak Ho Sabko Sama Ye Suhana Lyrics In Hindi - Milan (1967) Mukeshमुबारक हो सब को समां ये सुहाना Mubarak Ho Sabko Sama Ye Suhana Lyrics In Hindi – Milan (1967) Mukesh Tasveer Teri Dil Mein Lyrics In Hindi - Maya (1961) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafiतस्वीर तेरी दिल में Tasveer Teri Dil Mein Lyrics In Hindi – Maya (1961) Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Dost Dost Na Raha Lyrics In Hindi - Sangam (1964) Mukeshदोस्त दोस्त ना रहा प्यार प्यार ना रहा Dost Dost Na Raha Lyrics In Hindi – Sangam (1964) Mukesh.