Artists: Mohit Chauhan, Pritam Chakraborty Movie: Love Aaj Kal Released: 2009 Genres: Indian Film Pop, Rock #loveaajkal #kartikaaryan #saraalikhan #pritam #mohitchauhan #romanticchinesedrama #sadinadisang #sadsong ye dooriyaan ye dooriyaan... ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan nigahon kee dooriyaan hurnrahon kee dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane naa koyi yahaan pe aa raha paas yaa dur main ja raha jaanun naa main hoon kahaan pe ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan nigahon kee dooriyaan humrahon kee dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan... ye dooriyaan kabhi hua ye bhee khaali raahoon pe bhee too tha mere saath kabhi tuje milke lautaa mera dil ye khaali-khaali haath tera muje kar jaati hain dooriyaan sataati hain dooriyaan tarsaati hain dooriyaan... ye bhee hua kabhi jaise hua abhi tujko sabhi mein paa liya fanaa ho sabhi dooriyaan.. kaha bhee naa maine nahi jeenaa maine too jo naa mila tuje bhuule se bhee bolaa naa main ye bhee chaahun faaslaa bas faaslaa rahe banake kasak jo kahe ho aur chahat ye javaan teri-meri mit jaani hain dooriyaan begaani hain dooriyaan hat jaani hain dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane naa koyi yahaan pe aa raha paas yaa dur main ja raha jaanun naa main hoon kahaan pe ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan nigahon kee dooriyaan humrahon kee dooriyaan fanaa ho sabhi dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan...