Surah Yasin (سورۃ یٰس) Qur’an-e-Pak ki ek bohat hi fazilat wali aur dil ko sukoon dene wali Surah hai. Is video mein Surah Yaseen ki khoobsurat aur dil-nasheen tilawat ke sath Urdu translation bhi shamil hai, taake har sunne wala Qur’an ke paighaam ko asaani se samajh sake. Surah Yasin ko Qur’an ka dil kaha jata hai. Iski tilawat se dil ko sakoon, rooh ko tasalli aur Allah ki qurbat hasil hoti hai. Ye Surah khaas tor par mushkilaat, maghfirat, shifa aur rehmat ke liye parhi jati hai. Is video ko poora sunein, samjhein aur apne doston aur ghar walon ke sath share karein taake sawab hasil ho. Allah hum sab ko Qur’an samajhne aur is par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Aameen 🤲 📿 Recitation: Beautiful & Heart Touching Voice 📖 Translation: Urdu 🕋 Surah: Yasin (سورۃ یٰس) #SurahYasin #SurahYaseen #YaseenSharif #QuranTilawat #UrduTranslation #QuranRecitation