Tere naam humne kiya hai Jivan apna sara sanam Ho..... Jivan apna sara sanam Pyar bahot karte hai tumko Ishq hai tu hamara sanam Gulsan bhi ab to virana lagta hai Har apna humko begana lagta hai Hum teri yaado me koye rehte hai Log hume pagal diwana kehte hai Tere bina tere bina Tere bina na mumkin hai Zindagi Ka gujara sanam Ho..... Zindagi ka gujara sanam Naino se behte ashko ke dharo me Humne tujhko dekha chand sitaro me Virha ki agni me pal pal tapti hai Ab to saanse teri mala japati hai Tere liye tere liye Tere liye is duniya ka Har sitam hai gawara sanam Ho..... Har sitam hai gawara sanam Tere naam humne kiya hai Jivan apna sara sanam Ho.... Jivan apna sara sanam Tere naam movie status Songs by udit narayan and alka yagnik 90s superhit songs status#pbstatusstudio #terenaamhumnekiyahai